आधा ज्ञान Mc Square Aadha gyaan Lyrics Rap Song | Hustle 2.0

आधा ज्ञान Mc Square Aadha gyaan Lyrics Rap Song | Hustle 2.0

आधा ज्ञान Mc Square Aadha gyaan Lyrics Rap Song in Hindi & Hinglish: Rapper Mc Square, The latest Hindi RAP song “Aadha gyaan” is sung by Mc Square from the album “Hustle 2.0.” The lyrics are written by Mc Square. The music for this brand new song is provided by Mc Square. The song was released on 24 Sep 2022. Visitors can find the song lyrics and its music video here.

Aadha gyaan by MC Square Rap Song. Tell us how do you like it in our comment section.

Aadha gyaan Rap Song Info

आधा ज्ञान Mc Square Aadha gyaan Lyrics Rap Song | Hustle 2.0, Hindi Hip-Hop (Rap), KaanPhod Music, Album Hustle 2.0, Aadha gyaan Rap Song 2022
Album Name:Hustle 2.0
Song Title:Aadha gyaan ( आधा ज्ञान )
Singer:Mc Square
Lyrics:Mc Square
Music:Mc Square
Genre:Hip-Hop (Rap)
Released:24 Sep 2022
Language:Hindi
Music Label:KaanPhod Music

Hinglish

Aadha gyaan Lyrics

Pavitra kokh mein saubhadra putr ka vaas
Vidhi se likhit jisme kauravon ka naas
Vaatsalya mein baat thhi kuch khaas
Vidhi ke likhe mein hota satya ka raaj

Paarth ne prarambh ki dron vyuh ki kahani
Chakravyuh ko bhedna shaurya ki kala thhi
Kehte kokh se hi veero mein ravaani
Aur veero ke veer sabhadra putr senani

Sab kuch suna devi ne gehre mann se
Abhimanyu juda thha jinke tan se
Dharm praapt nahi hota kabhi dhan se
Aur na hi milta moksh bhaag ke kabhi rann se

Devi ke upar barsi neend banke grahan si
Prateet hota jaise mrityu ki behan thhi
Saatve dwaar tak toh neend usne vahan ki
Fir aadhi adhoori kahani bani kaali ren si

Aadha gyaan rehta zeher jaise takshak
Aadha gyaan banta manavta ka bhakshak
Aadha gyaan karta saralta se nasht sab
Fir dekhta kahani baitha kaal darshak

Aadha gyaan rehta zeher jaise takshak
Aadha gyaan karta saralta se nasht sab
Aadha gyaan banta manavta ka bhakshak
Fir dekhta kahani baitha kaal darshak

Fir ek din woh dusht ghadi aan padi
Lene pariksha jitno ki thhi jubaan badi
Veer se veer bhi woh vyuh dekh kaanp uthe
Koi toh ho veer jiska iss ghadi mein haath uthe

Prabhu ki leela, woh toh saari katha jaante thhe
Kaun kitna saksham hain, sabhi ko pehchante thhe
Veer manyu aao kadam rakho aage
Atirikt sabhi hain iss kala se abhaage

Veero ke paer rann mein kabhi dagmagaate nahi
Kshatriya kabhi bhi viyog geet gaate nahi
Mrityu bhay kabhi chhaati se lagaate nahi
Jo tanik bhi ho moh veergati kabhi paate nahi

Kawach vaksh se lagaya jaise sheh ka thha
Mrityu sang khela veer tanik use bhay na thha
Par aadha gyaan sar pe kaal chakra bana
Aadha gyaan bhayanak hain, kehti yeh gaatha

Aadha gyaan rehta zeher jaise takshak
Aadha gyaan banta manavta ka bhakshak
Aadha gyaan karta saralta se nasht sab
Fir dekhta kahani baitha kaal darshak

Aadha gyaan rehta zeher jaise takshak
Aadha gyaan banta manavta ka bhakshak
Aadha gyaan karta saralta se nasht sab
Fir dekhta kahani baitha kaal darshak

Aadha gyaan…
Aadha gyaan…
Aadha gyaan, Aadha gyaan, Aadha gyaan

Aadha gyaan…
Aadha gyaan…
Aadha gyaan, Aadha gyaan, Aadha gyaan

Written By:– Mc Square

Hindi (हिन्दी)

आधा ज्ञान Lyrics In Hindi

पवित्र कोख में सौभद्र पुत्र का वास
विधि से लिखित जिसमें कौरवों का नास
वात्सल्य में बात थी कुछ खास
विधि के लिखे में होता सत्य का राज

पार्थ ने प्रारंभ की द्रोण व्यूह की कहानी
चक्रव्यूह को भेदना शौर्य की कला थी
कहते कोख से ही वीरों में रवानी
और वीरों के वीर सौभद्र पुत्र सेनानी

सब कुछ सुना देवी ने गहरे मन से
अभिमन्यु जुड़ा था जिनके तन से
धर्म प्राप्त नहीं होता कभी धन से
और न ही मिलता मोक्ष भाग के कभी रण से

देवी के ऊपर बरसी नींद बनके ग्रहण सी
प्रतीत होता जैसे मृत्यु की बहन थी
सातवे द्वार तक तो नींद उसने वहां की
फिर आधी अधूरी कहानी बनी काली रेन सी

आधा ज्ञान रहता जहर जैसे तक्षक
आधा ज्ञान बनता मानवता का भक्षक
आधा ज्ञान करता सरलता से नष्ट सब
फिर देखता कहानी बैठा काल दर्शक

आधा ज्ञान रहता जहर जैसे तक्षक
आधा ज्ञान करता सरलता से नष्ट सब
आधा ज्ञान बनता मानवता का भक्षक
फिर देखता कहानी बैठा काल दर्शक

फिर एक दिन वह दुष्ट घड़ी आन पड़ी
लेने परीक्षा जितनों की थी जुबान बड़ी
वीर से वीर भी वह व्यूह देख कांप उठे
कोई तो हो वीर जिसका इस घड़ी में हाथ उठे

प्रभु की लीला, वह तो सारी कथा जानते थे
कौन कितना सक्षम हैं, सभी को पहचानते थे
वीर मन्यु आओ कदम रखो आगे
अतिरिक्त सभी हैं इस कला से अभागे

वीरों के पैर रण में कभी डगमगाते नहीं
क्षत्रिय कभी भी वियोग गीत गाते नहीं
मृत्यु भय कभी छाती से लगाते नहीं
जो तनिक भी हो मोह वीरगति कभी पाते नहीं

कवच वक्ष से लगाया जैसे शेह का था
मृत्यु संग खेला वीर तनिक उसे भय न था
पर आधा ज्ञान सर पे काल चक्र बना
आधा ज्ञान भयानक हैं, कहती यह गाथा

आधा ज्ञान रहता जहर जैसे तक्षक
आधा ज्ञान बनता मानवता का भक्षक
आधा ज्ञान करता सरलता से नष्ट सब
फिर देखता कहानी बैठा काल दर्शक

आधा ज्ञान रहता जहर जैसे तक्षक
आधा ज्ञान करता सरलता से नष्ट सब
आधा ज्ञान बनता मानवता का भक्षक
फिर देखता कहानी बैठा काल दर्शक

आधा ज्ञान…
आधा ज्ञान…
आधा ज्ञान, आधा ज्ञान, आधा ज्ञान

आधा ज्ञान…
आधा ज्ञान…
आधा ज्ञान आधा ज्ञान, आधा ज्ञान

Written By:– Mc Square

Video

Leave a Comment

Ads Blocker Image Powered by Code Help Pro

Ads Blocker Detected!!!

We have detected that you are using extensions to block ads. Please support us by disabling these ads blocker.

Powered By
100% Free SEO Tools - Tool Kits PRO